It is currently Wed Jun 19, 2013 6:42 pm

News News of Shairy-e-Dard

Site map of Shairy-e-Dard » Forum : Shairy-e-Dard

Shairy-e-Dard

Dil mein hai jo dard wo kise bataen

वो हमारा इमतिहान क्या लेगी
मिलेगी नजरों से नजर तो नजर झुका लेगी
उसे मेरी कब्र पर दिया जलाने को मत कहना
वो नादान है दोस्तो अपना हाथ जला लेगी।

Wo hamara imtihan kya legi,
milayegi nazron se nazar to nazar jhuka legi.
Use meri kabar pr diya jalane ko mat kehna,
wo naadan hai dosto apna HAATH jala legi.

दिल में है जो दर्द वो किसे बताएं

Dil mein hai jo dard wo kise ...
Read more : Dil mein hai jo dard wo kise bataen | Views : 1182 | Replies : 0


DAKHAY HAIN JO KWAB LIKH RAHAY HAIN

DAKHAY HAIN JO KWAB LIKH RAHAY HAIN
ANKHOON KA AZAB LIKH RAHAY HAIN
GUZRI HAY JO DIL PA LAMHA LAMHA
KUCH US KA HISAB LIKH RAHY HAIN
MOOSAM TO NAHI NAMU KA
DEWANAY GULAB LIKH RAHAY HAIN
IK WASAL KA PAYSH LAFZ LIKH KAR
AB HIGAR KA BAAB LIKH RAHAY HAIN
NAFRAT KA SABAK BHULA KA JOHAR
IK TAZA NISAB LIKH RAHAY HAIN

:( ...
Read more : DAKHAY HAIN JO KWAB LIKH RAHAY HAIN | Views : 1239 | Replies : 0


Help require

Mujhe Attach kerna hey yahan poetry Can Anybody help me plss :(

mujhe koyi batayega kesey kertey hain yahan attach file :cry:
Read more : Help require | Views : 810 | Replies : 0


Neend say aankh khuli hai, abhi dekha kya hai,

Neend say aankh khuli hai, abhi dekha kya hai,
Dekh lena abhi kuch der mein, duniya kya hai !

Baandh rakha kisee saunch nay ghar say humko,
Varna apna dar-o-deewar say rishta kya hai !

Ret ki eent ki pathar ki ho ya miti ki,
Kisi deewar kay sayey ka barosa kya hai !

Apni daanist may samjhay koi duniya `Shahid',
Varna hathon mein lakiron kay ilaava kya hai !
Read more : Neend say aankh khuli hai, abhi dekha kya hai, | Views : 898 | Replies : 0


DIL JALATY HAIN

khagazoon pay mayra dil banatay hain wo
phir unhi khagazoon ko jalatayhain wo
hashsar kartay hain aasa mary dil ka wo
dil jo roy to phir muskuraty hain wo
naam likh kar kabhi khagazoon pay mayra
phir unhi ko hawa main uratay hain wo
ma na is kaam sa un ko rooka bohat
be-wafa hain kahan baz aatay hain wo
:( ...
Read more : DIL JALATY HAIN | Views : 851 | Replies : 0


kuch loog badal gaye hain !!!

Is raat ki tanhaeeyo k
Sab rang badal gaye hai

Chand nikla hai waise hi
Andhere badal gaye hai

Jinke bharose thi khusiyan
Wo badal gaye hain

Manzile to abb bhi wo hi hain
Kuch rastay badal gaye hain

Jinpe kiya tha bharosa humne
Wo tanha chor gaye hain

Dakhe thay kabhi jo humne
Wo kahwab badal gaye hain

Jo banay thay kabhi hamsafar
Aaj wo hi mukarr gaye hain

Ais tutay huye dil kay ...
Read more : kuch loog badal gaye hain !!! | Views : 1027 | Replies : 2


Mat Pooch

Mat Pooch
kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch
dil se nikli hoee honton me dabee baat na pooch

mein jis ke waastay lar jaaon is khudae se
mujhay khud se hai pyaari yeh kis ki zaat na pooch

wo kis ada se mere saamnay se guzraa abhi
kis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na pooch

waqat jo badlay to insaan badal jaatay hain
kya nahi dikhlaatay yeh gardish-e-halaa na pooch

wo ...
Read more : Mat Pooch | Views : 824 | Replies : 0


Tum Sey Kitna Peyar Hai..

Tum Sey Kitna Peyar Hai..

Tum Sey Kitna Peyar ha Dil Men Utar Ke Dekh Lo
Na Yaqeen Aaye Tu Phir Dil Badal Ke Dekh Lo

Ham Ne Apni Har Sanss Per Nam Tera Likh Dia
Ik Tujhy Paany Ki Kahtir Kud Ko Pagal Kar Dia

Ishq Men Tum Bhi Sanam Had Sey Guzar Ke Dekh Lo
Tum Sey Kitna Peyar Hai Dil Men Utar Ke Dekh Lo

Jany Kueen Sary Jahan Sey Ho Gia ...
Read more : Tum Sey Kitna Peyar Hai.. | Views : 873 | Replies : 0


Jeena Issi Kaa Naam Hai

Jeena Issi Kaa Naam Hai

Kisi Ki Muskarahaton Pe Ho Nisar

Kisi Ka Dard Mil Sake Tu Le Lo Yaar

Kisi K waaste Ho Tere DIL mei Pyaar

Jeena Issi Kaa Naam Hai

Rishta Dil se Dil k Aitbaar Ka

Zinda Hai Hum He Se Naam Pyar Ka

K Mar K Bhi Kisi Ko Yaad Aayein Gey

Kisi K Aansuon Mei Muskarein Gey

Jeena Issi Kaa Naam Hai
Read more : Jeena Issi Kaa Naam Hai | Views : 857 | Replies : 0


CHAND ISH"AAR

intyzar-e-khat ma tary hogai ankhain sfaid
waraq sada hi bhaij do ka hajat nai tahreer ki


apni zaat ma abkamal rakha hay
bichaar kar tujsay b kud ko sanbhal rakha ahay


mara jiwan to andhyroon ma b kat sakta hay
tu magar chand hay, sitaroon ki zaroorat hay
Read more : CHAND ISH"AAR | Views : 795 | Replies : 0


 

Login  •  Register


Statistics

Total posts 421140 • Total topics 97575 • Total members 2941

x

#{title}

#{text}